Thursday, 15 September 2011

Zara Udaas Hoon Lekin Zara Masroor Bhi Hoon Tumhaare Paas Hoon Shaayad, Shaayad Duur Bhi Hoon


Na yun dekho samandar ko khudaara tiktiki baandhay.. Taras khao samndar par,samnadar doob jayega


Hume usne hamesha galat hiii samjha... Aur Hum bhi itne mazboor the mere doston... Ki unke hami me hami bharte chale gaye


Yeh Kyaa Ke Sab Se Bayaan Dil Ki Haalatee'n Karni Aiye Yaar Tujh Ko Na Aayee'n Mohabatee'n Karni


Sajdaa Tujhe Karoo'n Ga Toh Kaafir Kahe'n Ge Log Yeh Kaun Sochta Hai Tujhe Dekhne Ke Baad Kehte Hain Log Tujh Ko Maseeha Magar Yahaan Ik shakhs Marr Gaya Hai Tujhe Dekhne Ke Baad

Zindagi Chal Ke Zaraa Maut Ka Dum Kham Dekhe'n Varna Yeh Jazbaa Lahad Tak Hamein Le Jaaye Ga


Monday, 12 September 2011

aaj dil khol ke roye hain to yuuN Khush hai 'Faraz' chand lamhon kii ye raahat bhii barii ho jaise


Bus Woh ShakS Acha LaGa Ussey Saaf Keh Dala HuMNe "FARAZ" Dil Ki Baat Hai HuMSe MunafQaT Na Ho Saki


Main Ne Jis Shaakh Ko Phoolon Se Sajaya Tha Faraz, Mere Seenay Main Ussi Shaakh Ka Kaanta Utra.


Bara Andhera Tha Un Ki Rahoon MEin Ay Dil FARAZ Mein Apna Ghar Na Jalata To Aur Kia Kerta


Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy Faraz Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K.


Sunday, 11 September 2011

Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda Keemat Hi Kuch Aisi Thi

Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda Keemat Hi Kuch Aisi Thi
Jeeti Baazi Haar Gaye Hum Kismat Hi Kuch Aisi Thi
Koi Na Samjhe Koi Na Jaane Kaisi Yeh Majbbori Hai
Paas Hain Ek Dooje Ke Kitne Phir Bhi Kitni Doori Hai
Aankhon Main Aansu Ke Hain Qatre Hoton Pe Khamoshi Hai
Hans Na Sake Hum Ro Na Sake Hum Halat Hi Kuch Aisi Thi
Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda Keemat Hi Kuch Aisi Thi
Jeeti Baazi Haar Gaye Hum Kismat Hi Kuch Aisi Thi
Ek Taraf Hai Pyaar Ka Daaman Ek Taraf Hai Farz Mera
Soch Rahi Hoon Kaise Mitaoon Aaey Zindegaani Karz Tera
Dekho Zara Kis Morr Pe Laaye Yeh Zalim Halaat Humain
Hum Ko Mili Na Tum Ki Mili Woh Chahat Hi Kuch Aisi Thi
Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda Keemat Hi Kuch Aisi Thi
Jeeti Baazi Haar Gaye Hum Kismat Hi Kuch Aisi Thi

apni nakami ka ik ye bhe sabab hy Faraz cheez jo mangty hein sab se juda mangty hein


khud se fursat he muyassar nhe aae Faraz ham kisi aur ky hoty to tumhary hoty


kya dhond rahy ho tum ab is dil ki rakh me faraz unwan jiska tum thy wo afsana he jal gya


chand k husn pe har shakhs ka haq hy faraz mein usy kesy kahoon rat ko nikla na karo


Thursday, 8 September 2011

Sunday, 4 September 2011

Sehmi hui kalyaan hain sar e shakh e tamanna.. Bethi hui qabron k manaazir hain nazar mein


Tumhein un mausamon ki kya khabar milti agar hum bhi... Ghutan k khauf se aab~o~hawa tabdeel ker lete?


Siwaye iss k apni teergi mei aap jal uthein... Saleem shab zadon ko, kon roshni dikhaye ga??


Khud hi zehar ko chakkha nahi abi tu ne... Ye nasha tot to jata hai per utarta nahi..


Dard ne palko par sajaya h mujhe. zindagi kya h ye ehsas kraya h mujhe. jb bhi mere ne hasne ki tamnna ki h. meri taqdeer ne ji bhar rulaya h mujhe.