Thursday, 15 September 2011

Zara Udaas Hoon Lekin Zara Masroor Bhi Hoon Tumhaare Paas Hoon Shaayad, Shaayad Duur Bhi Hoon


Na yun dekho samandar ko khudaara tiktiki baandhay.. Taras khao samndar par,samnadar doob jayega


Hume usne hamesha galat hiii samjha... Aur Hum bhi itne mazboor the mere doston... Ki unke hami me hami bharte chale gaye


Yeh Kyaa Ke Sab Se Bayaan Dil Ki Haalatee'n Karni Aiye Yaar Tujh Ko Na Aayee'n Mohabatee'n Karni


Sajdaa Tujhe Karoo'n Ga Toh Kaafir Kahe'n Ge Log Yeh Kaun Sochta Hai Tujhe Dekhne Ke Baad Kehte Hain Log Tujh Ko Maseeha Magar Yahaan Ik shakhs Marr Gaya Hai Tujhe Dekhne Ke Baad

Zindagi Chal Ke Zaraa Maut Ka Dum Kham Dekhe'n Varna Yeh Jazbaa Lahad Tak Hamein Le Jaaye Ga